Aise Kyun - Ragav Chaitanya, Nikhita Gandhi



 Intro… 🎶

Jara Jara Abhi Baatein Shuru Hi Hui
Magar Khush Hu Main Aaj Kal
Hmm Abhi Talak Meri Sham Toh Aisi Na Thi
Jaise Halki Hai Aaj Kal,


Kya Hai Ye Maajra
Kuch To Hai Mil Raha
Ya Fir Main Hi Bas Mann Hi Mann
Kisse Banane Laga,


Aise Kyun Haan Kyun Haan Kyun
Tu Kuch Bole Na
Aise Kyun Haan Kyun Haan Kyun
Tu Kuch Bole Na Bole Na,


Ho Ik Din Haule Se Tujhse Hai Ye Puchna
Raatein Teri Bhi Thodi
Firozi Firozi Si Hai Bhi Kya
Ho Ik Din Raat Bhar Jo Tu Dekhe Jaag Kar
Kehna Sapne Sawere Gulabi Gulabi Se Hai Bhi Kya,


Ho Ik Din Akele Mein Dil Se Sochna
Ik Din Akele Mein Khud Se Bolna,


Kya Hai Ye Maajra
Kuch To Hai Mil Raha
Ya Fir Main Hi Bas Mann Hi Mann
Kisse Banane Laga,


Aise Kyun Haan Kyun Haan Kyun
Tu Kuch Bole Na
Aise Kyun Haan Kyun Haan Kyun
Tu Kuch Bole Na Bole Na,


Aise Kyun Kuch To Likhti Hoon
Likh Ke Mitati Hoon Main Raat Bhar
Aise Kyun Baatein Khud Ki Hi
Khud Se Chhipati Hoon Main Aaj Kal,


Par Ye Sab Sochna
Dil Ko Yun Kholna
Sab Kuch Keh Kar Hi
Sab Ko Batana Zaroori Hai Kya,

Aise Kyun Haan Kyun Haan Kyun
Kyun Hai Bole Na
Aise Kyun Haan Kyun Haan Kyun
Kyun Hai Bole Na Bole Na.


End…🎶






Post a Comment

0 Comments