Intro…🎶

Main teri aankhon mein

Udasi kabhi dekh sakta nai

Tujhe khush main rakhoonga sohneya,


Main tere hothon pe

Khamoshi kabhi dekh sakta nahi

Saari baatein main sunoonga sohneya,


Tere dil se na kabhi kheloonga

Saare raaz apne main tujhko de dunga

Meri jaan toone mujhko pagal hai kiya

Mera lagta na jiya tere baghair,


Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na dunga,


Main tujhko apni baahon mein

Chhupa ke rakhoonga

Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na dunga

Main tujhko apni baahon mein

Basa ke rakhoonga,


Tu maan meri jaan /// 


Main saaya banke sath tere

Rehna 24 ghante

Main rehna 24 ghante,


Tere bina dil lagda nai

Main aankhon se chura loon jaana

Tere jo bhi gamm the

Haaye tere jo bhi gamm the

Tere bina dil lagta nai,


Meri baahon mein aake

Tu jaana nahi

Aisi rab se main maangun dua,


Tere dil se na kabhi kheloonga

Saare raaz apne main tujhko de dunga

Meri jaan toone mujhko pagal hai kiya

Mera lagta na jiya tere baghair,


Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na dunga

Main tujhko apni baahon mein

Chhupa ke rakhoonga,


Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na dunga

Main tujhko apni baahon mein

Basa ke rakhoonga

Tu maan meri jaan,


Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na dunga

Main tujhko apni baahon mein

Chhupa ke rakhoonga,


Tu maan meri jaan

Main tujhe jaane na dunga

Main tujhko apni baahon mein

Basa ke rakhoonga

Tu maan meri jaan ///

Maan meri jaan

Tu maan meri jaan


End…🎶