Dil Jis Se Zinda Hai - Nusrah Fatehi Ali Khan



 Intro…🎶

Dil jis se zinda hai wo tamanna tumhi to ho

Hum jis mein bas rahay hein wo dunya tumhi to ho,


Dil jis se zinda hai

Dil jis se zinda hai

Dil jis se zinda hai wo tum ho

Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants),


Teri zulf gar shab-e-qadr hai

Tera chehra badr-e-muneer hai

Tere sadqe jaaon mein ya-nabi

Tu habib-e-rabb-e-qadeer hai,


Dil jis se zinda hai wo tum ho

Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants),


Tera husn jalwa e toor hai

Teri chakal surah e noor hai

Ke jahaan mein koi aaj tak

Teri misl hai na nazeer hai


Dil jis se zinda hai wo tum ho

Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants),


Teri deed jisko naseeb hai

Wo naseeb qabil-e-deed hai

Tera dekhna meri eid hai

Tera rukh kalam-e-majeed hai,


Dil jis se zinda hai wo tum ho

Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants),


Teri deed karne ko khud khuda

Tujhe paas apne bula liya

To bitha ke saamne yeh kaha

Meri aaj arsh pe eid hai,


Dil jis se zinda hai wo tum ho

Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants),


Tera noor noor-e-qadeem hai

Tera husn husn-e-kamaal hai

Nahi jiski koi misaal hai

Tu he aamina ka wo laal hai,


Dil jis se zinda hai wo tum ho

Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants),


Shahsawara raazdaraa Hoo

Shahsawara raazdaraa Aaa

Shahsawara raazdaraa rub diya

Taajdaara dardmanda sub diyaa,


Ay alam nashra de seene waliya

Ay shahenshah madina waliya

Aavi ja wal fajr chehre waliya

Aavi ja yasin sehre waliya

Yaad teri da mei deeva waliya

Aavi ja hun kaali kamli waliya,


Dil jis se zinda hai wo tum ho

Dil jis se zinda hai wo tum ho (Sufi Chants),


Ya habibi marhaba marhaba marhaba, marhaba marhaba

Marhaba marhaba, marhaba marhaba

Marhaba marhaba, marhaba marhaba

Marhaba marhaba, marhaba marhaba... (Sufi Chants),


Roya shab e hijraan mein bohot ashq bahaya

Itni mein musawwir ko rehm jo aaya

Naqshe kayi tasveero ke wo saamnay laaya

Bola ke yeh yusuf hai yeh eesa hai yeh musa

Mein ne kaha in mein se kisi per nahi sheda

Jab saamnay laya wo shabeeh e shah e wala

Besaakhta us waqt zubaan se meri nikla...


Mujh chand bashar shasaniye

Matthe chamke laath nooraniye

Kali zulf te akh mastaniye

Makhmor akhi hinmat bharya

Teri surat nu mein jaan akha

Jaana ke jaane jahan akha

Sach aakha te rub di shaan akha

Jis shaan to shana sub banya,


Subhanallah, ma ajmalaka

Ma ahsanaka, ma akmalaka

Kithe mehr ali kithe teri sana

Gustaakh akhi kithe ja ariyan,


Glory be to God, what wondrous beauty

What elegance, what perfection?

What is poor Mehr Ali to utter your praises

O where have these bold eyes alighted,


Marhaba marhaba, marhaba marhaba

Marhaba marhaba, marhaba marhaba (Sufi Chants),


Subhanallah ma ajmalaka, ma ahsanaka, ma akmalaka

Subhanallah Allah Allah subhanallah Allah Allah!


Jine dekhiya kamli waliya nu

Noohu nikliya wah subhanallah

Noori mukhre te kayi chamk diye

Kaise zulf e siyaah subhanallah,


Lab'laal-e-yemen qadsarv-e-chaman

Ey naafa kutan ate her hai badan

Tere husn di ki tareef karaan

Kahay uthiya khuda subhanallah,


Bus Allah Allah subhanallah

Allah Allah subhanallah (Sufi Chants),


Farishta dar pe basad ehtiraam aata hai

Khuda ke baad tumhara he naam aata hai

Kaleem hoon ge tumhein kya kaleem se nisbat

Tumhara ghar mein khuda ka kalaam aata hai,


Bus Allah Allah subhanallah Allah Allah

Subhanallah Allah Allah (Sufi chants),


Tu ne qabl az do jahaan shan e tajalla dekhi

Arsh banta howa sajti howi dunya dekhi

Tere qadmo mein jhuki saray rasoolon ki jabeen

Sub ne allah ko mana teri dekha dekhi,


Allah Allah subhanallah Allah Allah

Subhanallah bus Allah Allah (Sufi chants),


Her ik kundal kundal uthe aashiq ta dil dolay

Husn tere di sift di aakha kaafir kalma bolay aakhe,


Allah Allah subhanallah!


Subhanallah, ma ajmalaka

Ma ahsanaka, ma akmalaka

Kithe mehr ali kithe teri sana

Gustaakh akhi kithe ja ariyan,


Marhaba marhaba…


Ya noor ul ainee marhaba

Jaddil hussaini marhaba,


Ya imam ul qiblatain

Ya nabi ul harmein,


Aap hein aankhon ki thandak

Aap hein her dil ka chein,


Innaka shams ud duha

Innaka badr ud doja

Innaka noor ul huda

Innaka sadr ul ula.


End…🎶







Post a Comment

0 Comments